Ek Din Kabhi Jo Khud Ko Taraashe
Meri Nazar Se Tu Zara, Haaye Re
Aankhon Se Teri Kya Kya Chhupa Hai
Tujhko Dikhaaun Main Zara, Haaye Re
Ik Ankahi Si Daastaan Daastaan
Kehne Lagega Aaina
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua
Meri Khamoshi Se Baatein Chun Lena
Unki Dori Se Taarifein Bun Lena........
Meri Khamoshi Se Baatein Chun Lena
Unki Dori Se Taarifein Bun Lena
Kal Nahi Thi Jo
Aaj Lagti Hoon
Taareef Meri Hai Khaamakha
Tohfa Hai Tera Meri Adaa
Ek Din Kabhi Jo Khud Ko Pukaare
Meri Zubaan Se Tu Zara, Haay Re
Tujh Mein Chhupi Si Jo Shayari Hai
Tujhko Sunaaun Main Zara, Haay Re
Ye Do Dilon Ka Waasta Waasta
Khul Ke Bataaya Jaaye Naa
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua
Subhanallah...
Jo Ho Raha Hai Pehli Dafaa Hai Wallah
Aisa Hua.....