Chordyes

Yeh Chand Sa Roshan Chehra

Yeh Chand Sa Roshan Chehra Lyrics by Mohammed Rafi & O.P. Nayyar

Yeh Chand Sa Roshan Chehra Zulfo Ka Rang Sunehra Yeh Jheel Si Neeli Ankhein Koi Raaz Hai Inme Gehra Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya.. Ik Cheez Qayamat Bhi Hai Logo Se Suna Karte The Tumhe Dekhke Maine Maana Woh Theek Kaha Karte The Woh Theek Kaha Karte The Hai Chal Me Teri Zalim Kuchh Aisi Bala Ka Jadu Sau Baar Sambhala Dil Ko Par Ho Ke Raha Bekaabu Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya.. Yeh Chand Sa Roshan Chehra Zulfo Ka Rang Sunehra Yeh Jheel Si Neeli Ankhein Koi Raaz Hai Inme Gehra Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya.. Har Subah Kiran Ki Laali Hai Rang Tere Galo Ka Har Sham Ki Chadar Kali Saya Hai Tere Balon Ka Har Subah Kiran Ki Laali Hai Rang Tere Galo Ka Har Sham Ki Chadar Kali Saya Hai Tere Balon Ka Saya Hai Tere..... Balon Ka Tu Balkhati Ek Nadiya Har Mauj Teri Angadai Jo In Maujo Me Dooba Usne Hi Duniya Paayi Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Yeh Chand Sa Roshan Chehra Zulfo Ka Rang Sunehra Yeh Jheel Si Neeli Ankhein Koi Raaz Hai Inme Gehra Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya.. Main Khoj Mein Hoon Manzil Ke Aur Manzil Paas Hai Mere Mukhde Se Hata Do Aanchal Ho Jaayein Door Andhere Ho Jaayein Door Andhere Mana Ke Yeh Jalwe Tere Kar Denge Mujhe Deewana Jee Bhar Ke Zara Main Dekhoon Andaz Tera Mastana Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya.. Yeh Chand Sa Roshan Chehra Zulfo Ka Rang Sunehra Yeh Jheel Si Neeli Ankhein Koi Raaz Hai Inme Gehra Taareef Karu Kya Uski...jisne.... Tumhe Banaya.. Taareef Karu Kya Uski....jisne.... Tumhe Banaya..