Chordyes

Jaane Ye Kya Hua

Jaane Ye Kya Hua Lyrics by KK & Shankar-Ehsaan-Loy

Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua Hum Dono Ka Yu Milna, Aise Paas Aana Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua Ab Har Pal Anjaana Hai, Dekho Hona Hay, Aur Kya Jaane Kyu, Lagta Hai Dheere Se Haule Se Geet Koi Dil Hai Gaa Raha Oh Ho.. Jaane Kyu, Lagta Hai Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai Muskura Raha Jaane Kyu, Lagta Hai Dheere Se Haule Se Geet Koi Dil Hai Gaa Raha Oh Ho.. Jaane Kyu, Lagta Hai Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai Muskura Raha Tumhe Hai Pata, Meine Pehli Baar Jo Dekha, Tumhe Mujhe Ye Laga, Chahu Bhi To Kaise Paa Sakunga, Tumhe Woh Sapna Tha Ek Din To, Me Hu, Tum Ho, Tum Dheere Se Bolo, Tumko Apna Mana Hai, Dekho Hona Hay, Aur Kya Jaane Kyu, Lagta Hai Dheere Se Haule Se Geet Koi Dil Hai Gaa Raha Oh Ho.. Jaane Kyu, Lagta Hai Ab Jaise Har Lamha Har Pal Hai Muskura Raha Kahu Kya Bhala, Tumhi Ko To Me Chahata Hu, Suno Tumhe Jo Mila, Mene Jaana Mein Bhi Zindaa Hu, Suno Kahu Me Kya Tumko, Me Hu, Tum Ho, Bas Itna Sun Lo, Tumpe Koi Deewana Hai, Hona Hai Aur Kya Jaane Ye Kya Hua, Jaane Ye Kya Hua Ab Har Pal Anjaana Hai, Dekho Hona Hay, Aur Kya