Hona Tha Pyar
Hona Tha Pyar, Huwa Mere Yaar
Hona Tha Pyar, Huwa Mere Yaar...
Aaye Nazar.... Chehre Hazaar .............
Hona Tha Pyar, Huwa Mere Yaar
Tere Dil Ke Sheher Mein Ghar Mera Ho Gaya, Hogaya
Sapna Dekha Jo Tune Woh Mera Ho Gaya , Hogaya
Doobe To Yoon....... Jaise Ho Paar .............
Hona Tha Pyar
Hona Tha Pyar, Huwa Mere Yaar
Thaame Dilon Ki Baahein, Hum Aate Saalon Mein, Saalon Mein
Paaye Jawaab Hum Ne Tere Sawaalon Mein , Sawaalon Mein
Khwaabon Ki Dor........ Toote Na Yaar .............
Hona Tha Pyar
Hona Tha Pyar, Huwa Mere Yaar