Chordyes

Tu Yaad Aya

Tu Yaad Aya Lyrics by Adnan Sami

Huyi Mahhobat Ki Baat Phir Sata Rahi Hai Yeh Raat Phir Bhiga Rahi Hai In Aankhon Ko Bewaqt Ki Yeh Barsaat Phir Aa Gaya Kyu Labon Pe Yeh Naam Tera Bata Tu Yaad Aya Tu Yaad Aya Tu Yaad Aaya Hai Aaj Phir Jo Teri Baaton Ne Dil Dukhaya Tu Yaad Aya Hai Aaj Phir Kabhi Yeh Saansein Thi Bas Tumhari Jo Ab Hain Zaaya Fazool Hain The Khwaab Jin Aankhon Mein Wafa Ke Wahan Judaai Ki Dhool Hai Guzar Gaya Tu Main Hi Wahan Hoon Jahan Tu Aaya Na Laut Kar Na Phir Kisi Se Yeh Dil Lagaya Tu Yaad Aya Hai Aaj Phir Tu Yaad Aya Tu Yaad Aya Tu Yaad Aaya Hai Aaj Phir Jo Teri Baaton Ne Dil Dukhaya Tu Yaad Aya Hai Aaj Phir