Verse 1
Khushbuein Na Gulaab
Bottlen Na Sharab
Teri Aankhon Ke Aage Kuch Bhi Nahi
Na Haqeeqat, Na Khwab
Na Gazal, Na Kitabein
Tumse Behtar Kyu Jaane Lagti Nahi
Pre-Chorus
Khwabon Mein Likhte Rozana Hai
Kehna Kya-Kya Hai
Saamne Tere Phir Jaana Kyun
Bhool Jaate Hai Dekhein Jab Tumhe
Chorus
Rehbara Kiya Ye Kya
Dil Mera Laga Yun Tumse
Tumse Haan
Kahin Bhi Aur Ye Lagta Nahi
Verse 2
Resham Si Zulfon Ko, Gaalon Pe Tum
Aise Na Yu Uljhaao Jaana
Saanson Ko Meri Sambhalne To Do
Waise Na Behkaao Jaana
Sunta Rahoon Teri Baatein
Yehi To Bas Ab Kaam Hai Mere
Hai Laazmi Rеh Na Paana
Yun Chaahein Bin Tummein
Chorus
Rehbara Kiya Yе Kya
Dil Mera Laga Yun Tumse
Tumse Haan
Kahin Bhi Aur Ye Lagta Nahi
Bridge
Chaand Kahun Kabhi, Jaam Kahun Kabhi
Saans Se Kahun Kabhi
Dil Saara Tere Liye
Main Kya-Kya Likhun
Tu Jaane, Jaane Na
Din Bhi Gaye, Meri Raat Gayi
Dil Se Nahi Tu Dildaar Raha
Tere Liye Main Kya Likhun
Tu Maane, Maane Na
Outro
Rehbara Kiya Ye Kya
Dil Mera Laga Yun Tumse
Tumse Haan
Kahin Bhi Aur Ye Lagta Nahi Nahi Nahi.......