Chordyes

Ek Bagiya Mein

Ek Bagiya Mein Lyrics by A. R. Rahman & Shankar Mahadevan & K.S. Chitra

Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Ek Baghiya Me Rehti Hai Ek Maina Puchti Hai Ke Bolo Kya Hai Kehna Mera Rang Haseen Hai Kya Mera Ang Haseen Hai Kya Kabhi Puchhe To Mere Jawab Yehi Hoga Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Ek Hai Rasta Raste Me Gadi Hai Gadi Me Hai Ladki Maine Jo Puchha Rang Sadi Ka Woh Boli Dhanak Jaisa Rimjhim Barse Jalti Tapti Dharti Pe Jo Kabhi Paani Uthe Dharti Se Saundhi Saudhi Khushbuo Ki Dhanke Suhani Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Jhume Jaa Jhume Jaa Zindagi Ke Pal Koi Pyar Se Chakhe To Meethe Hai Jhume Jaa Jhume Jaa Panchiyo Ke Sur Koi Dhyan Se Sune To Meethe Ha Kano Me Hai Mere Saari Duniya Ki Aawaze Unse Bani Tasveer Kai Jhume Jaa Jhume Ja Raahe Tu Jhume Ja Bhul Ja Pareshaniya Rimjhim Barse Jalti Tapti Dharti Pe Jo Kabhi Paani Uthe Dharti Se Saundhi Saudhi Khushbuo Ki Dhanke Suhani Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Jhume Jaa Jhume Jaa Jab Tak Hai Jeevan Me Yeh Sardi Garmi Yeh Hawa Jhume Jaa Jhume Ja Duniya Me Har Dil Ko Geet Koii To Mila Geeto Me Hai Jinke Pyar Sapno Ki Duniya Hi Unko Milti Hai Raahe Nayi Jhume Jaa Jhume Jaa Badal Jo Hai Garja Dil Pe Bani Parchhaiya Rimjhim Barse Jalti Tapti Dharti Pe Jo Kabhi Paani Uthe Dharti Se Saundhi Saudhi Khushbuo Ki Dhanke Suhani Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La Hoo Lara La Hoo Hoo Lara La Hoo La Lara La Lara La La