Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon
Kya Ye Sab Ko Hota Hai
Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Batein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon
Kya Ye Sab Ko Hota Hai
Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Batein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon
Khuda Jaane Main Mit Gaya
Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Tu Kahe To Tere Hi Kadam Ke Main Nishanon Pe
Chaloon Rukoon Ishaare Pe........
Tu Kahe To Khwaabon Ko Bana Ke Main Bahana Sa
Mila Karoon Sir Haane Pe....
Ohh,
Tum Se Dil Ki Baatein Seekhi
Tum Se Hi Ye Raahe Seekhi
Tum Pe Marr Ke Main To Jee Gaya
Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon
Khuda Jaane Main Mit Gaya
Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Dil Kahe Ke Aaj To, Chupa Lo Tum Panaahon Mein
Ke Darr Hai Tum Ko Kho Doonga..
Dil Kahe Sambhal Zaraa Khushi Ko Naa Nazar Laga
Ke Darr Hai Main To Ro Doonga...
Hoo,
Karti Hoon Sau Vaade Tum Se
Bandhe Dil Ke Dhaage Tum Se
Ye Tumhe Na Jaane Kya Hua
Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon
Khuda Jaane Main Mit Gaya
Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda
Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon
Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon
Kya Ye Sab Ko Hota Hai
Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se
Tum Se Hi Sab Batein Ab Se
Ban Gaye Ho Tum Meri Dua
Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon
Khuda Jaane Main Mit Gaya
Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai
Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda