Jaanam Dekh Lo Mit Gayin Dooriyan
Main Yahaan Hoo, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..
Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyan,
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan
| |Em |% |% |% | |Bm |D |Em |Bm | |
| |D |Em |% |%| |
Tum Chupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon
Tum Bhula Na Sakogi Woh Andaaz Hoon
Gunjtaa Hoon Jo Dil Mein To Hairaan Ho Kyon
Main Tumhare Hi Dil Ki To Aawaz Hoon
Sun Sako To Suno Dhadkanon Ki Zaban
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan
Main Hi Main Ab Tumhare Khayaalon Mein Hoon
Main Jawaabon Mein Hoon,Main Sawaalon Mein Hoon
Main Tumhare Har Ik Khwaab Mein Hoon Basa
Main Tumhari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon
Dekhti Ho Mujhe, Dekhti Ho Jahan
Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan
Jaanam Dekh Lo Mit Gayin Dooriyan
Main Yahaan Hoo, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..