Woh Pehli Baar Jab Ham Mile
Hathon Mein Haath Jab Ham Chale
Hogaya Yeh Dil Deewana,
Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basa Ke Chala,
Teri Zulfo Ki Chaaon Mein Chalta Chala
Tere Naino Mein Chain, Tere Lab Pe Khushi
Tujhko Hee Main Mohabbat Bana Ke Chala
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile
Ho Gaye Shuru Yeh Silsile
Hogaya Yeh Dil Deewana,
Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana
Khilti Kaliyon Mein Dhundhu Bas Tere Disha
Main Na Jaanu Hai Aakhir Yeh Kya Karva
Tujhe Dekhu To Aaye Lab Pe Khushi
Khuda Na Kare Ho Kabhi Duriya
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile
Hathon Mein Haath Jab Ham Chale
Hogaya Yeh Dil Deewana,
Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana
Hogaya Hun Mai Pagal Ab Tere Liye
Tere Bin Dil Bechara Yeh Kaise Jeeye
Maine Khoya Hai Chain, Paayi Tujhmein Khushi
Tu Bani Jaane Jaana Meri Zindagi.
Woh Pehli Baar Jab Ham Mile
Hathon Mein Haath Jab Ham Chale
Hogaya Yeh Dil Deewana,
Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basa Ke Chala,
Teri Zulfo Ki Chaaon Mein Chalta Chala
Tere Naino Mein Chain, Tere Lab Pe Khushi
Tujhko Hee Main Mohabbat Bana Ke Chala