Aye Dil-E-Naadaan,
Aye Dil-E-Naadaan,
Aye Dil-E-Naadaan,
Aarazoo Kyaa Hai
Justajoo Kyaa Hai
Aye Dil-E-Naadaan,
Aye Dil-E-Naadaan,
Aarazoo Kyaa Hai
Justajoo Kyaa Hai
Aye Dil-E-Naadaan,
Hum Bhatakate Hain,
Kyon Bhatakate Hain
Dashta-O-Seharaa Mein
Ayesaa Lagataa Hain,
Mauj Pyaasee Hain
Apne Dariyaa Mein
Kaisee Uljhan Hain,
Kyon Ye Uljhan Hain
Yek Saayaa Saa,
Rubaru Kyaa Hain
Aye Dil-E-Naadaan,
Aye Dil-E-Naadaan,
Aarazoo Kyaa Hai
Justajoo Kyaa Hai
Kyaa Kayaamat Hain,
Kyaa Museebat Hain
Kah Naheen Sakate,
Kis Kaa Aramaan Hain
Zindagee Jaise
Khoyee Khoyee Hain,
Hairaan Hairaan Hain
Ye Zameen Chuphai,
Asmaan Choop Hain
Fir Ye Dhadakan See
Char Su Kyaa Hain
Aye Dil-E-Naadaan,
Aye Dil-E-Naadaan,
Aarazoo Kyaa Hai
Justajoo Kyaa Hai
Aye Dila-Ye-Naadaan
Ayesee Raahon Mein
Kitane Kaante Hain
Aarazooon Ne
Har Kisee Dil Ko
Dard Baante Hain
Kitane Ghaayal Hain,
Kitane Bismil Hain
Is Khudaee Mein
Ek Tu Kyaa Hai
Ek Too Kyaa Hai
Ek Too Kyaa Hai
Aye Dil-E-Nadaan
Aye Dil-E-Nadaan...