Saanson Ko Saanson Mein
Dhalne Do Zara...
Hmmm Hmmm..hmm Hmm Hmmm.
La La Laa,...La La Laaaaa...
Saanson Ko Saanson Mein
Dhalne Do Zara...
Dheemi Si Dhadkan Ko
Badhne Do Zara
Lamhon Ki Guzarish Hai Ye,
Paas Aa Jayein
Hum, Hum Tum,
Tum,Hum Tum.........
Aankhon Mein Humko
Utarne Do Zara
Baanhon Mein Humko
Pighalne Do Zara
Lamhon Ki Guzarish Hai Ye,
Paas Aa Jayein
Hum, Hum Tum,
Tum,Hum Tum.........
Saanson Ko Saanson Mein
Dhalne Do Zara........
Salvatein Kahin,
Karvatein Kahin
Phail Jaaye Kajal Bhi Tera
Nazron Mein Ho
Guzarta Hua
Khwabon Ka Koi Kafila......
Jismon Ko Ruhoon
Ko Jalne Do Zara
Sharm-O-Haya Ko
Machalne Do Zara
Lamhon Ki Guzarish Hai Ye,
Paas Aa Jayein
Hum, Hum Tum,
Tum,Hum Tum.........
Saanson Ko Saanson Mein
Dhalne Do Zara........
Chu Lo Badan
Magar Is Tarah,
Jaise Surila Saaz Ho
Andhere Chupe
Teri Zulf Mein,
Kholo Ke Raat Aazaad Ho........
Aanchal Ko Seene Se
Dhalne Do Zara
Shabnam Ki Boondein
Phisalne Do Zara
Lamhon Ki Guzarish Hai Ye,
Paas Aa Jayein
Hum, Hum Tum,
Tum,Hum Tum.........
Saanson Ko Saanson Mein
Dhalne Do Zara........
Baanhon Mein Humko
Pighalne Do Zara
Lamhon Ki Guzarish Hai Ye,
Paas Aa Jayein
Hum, Hum Tum,
Tum,Hum Tum.........